salam friends aj main apko internet pr mini jobs ky bary main btata hon. Jahan sy ap daily 1 doller sy 3 doller tk daily kama skty hain. Aur ismain earning apke skill, mehnat aur knowledge pr depand krte hai. Ky ap kitna earn kr skty hain. Mini job main choti choti signup job sy lekr article likhny ke jobs hote hain.
agar ap internet ke dunya main kisi be fieled main expert hain. Tu ap yeh job easly kr skty hain.woh chahy facebook use krna ho, twitter pr follower barhany main expert hoon. Apko seo ate ho. Blog bnana ata ho, web development ate ho. Aur sb sy best english ache ho. Aur ap content writing aur article likh skty hain tu apko koi aur job krny ke zaroorat he nain pary ge.
wese tu hm pakistani hr field main expert hain. Mean all rounder hain. Likin mere suggestion yah hai ky ap sirf 2, 3 fields main apny ap ko expert bnain. Agar hr field main ap pangy lain gain tu kisi be field main ap kamyab nain reh sken gain. Islye internet pr bohat sy log apny group bna laity hain aur phr apni field ky hisab sy woh apni jobs share krty rehty hain. Koshesh hone chahye ky ap log aik team work bnain. Jis tara odesk aur free lancer sites pr bohat sy memberz apni team, group bna kr jobs krty hain.
sb sy easy job PTC sites ke hain. Jis ko aik bacha b kr skta hai. Aur agar ap ko PTC boring lagy aur ap net use krna kuch ziada he janty hain tu sb sy short aur less time wale mini jobs kren jo ap ko miniworkers.com aur minutsworer.com pr milen ge. Jin main sb sy easy job krny pr apko 0.10 doller dye jain gain. Aur agar ap ko apny upar kuch ziada confidence aur skill hai tu ap hire my jobs/skill like fiverr.com pr apni skill apni services provide kren
aur agar ap apni field main expert aur profesional hain tu phr free lance, odesk aur elance jaise sites pr kam kren. Jin main ap 5 doller sy 50 doller tk kama skty hain. Sb sy pehly hm 1st level PTC sites ke taraf aty hain. Agar ap online jobs krny ka soch rahy hain. Aur new net user hain tu sb sy pehly PTC sites pr kaam kren.. PTC sites ka lecture aap ko uper earn from ptc sites main mail jaye ga.
next level pr mini jobs hain. Mini jobs main microworker site top pr hai jis sy ap per month 40 doller tk earn kr skty hain. Microworker main sb sy easy jobs sign up, facebook like, twitter follow, youtube like, comments aur subcribtion aur software downloading ke hai. Isky ilawa pr2 sites, blogs, forums (jinke seo bohat ziada hoe ho aur visiter zia hon) aur yahoo answers pr add posting krna hote hain. Aur kisi khas product pr article likhna hota hai.
microworkers pr job krny kelye sb sy pehly ap 5, 6 email ids bnain aur un ids sy facebook main friends aur twitter main followers increas karin 100 friends/followers kafi hain pr account. Aur phr ALLAH ka naam lekr microworkers.com pr ragister ho jain. Postal code real rkhen bad main change nain hoga. Apko us pr verficaton letter be askta hai. Aur nick name b aik bar he change hota hai.
ragister hony ky bad apko 1 doller bonus main mil jay ga. Jobs menu pr click kren apky samny bohat se jobs show hon ge. Sb sy pehly easy jobs sign up, fb like, follow ko pakring. Kion ky woh sirf 1, 2 mint kelye show hote hain. Aur site pr 200, 300 memberz already 24 hour new job ky intizar main bhety hoty hain. Aur agar ap is waqat soch main parh gain tu woh job dosry memberz kr lain gain aur jobs main sy woh gaib ho jai ge. Hr job pr ko memberz ke taadad likhe hote hai. Ky kitny memberz is task ko complet kren gain.
jb ap kiri be job pr click krty hain. Tu next page pr us jobs ke details ajate hai. "what is expected from workers?" main apko jobs ke details de jate hain ky ap ny kia kia kaam krna aur next opthoin " required proof than task was finished?" main app sy proof manga jata ky ap ny kia kia work kia. " please select option main app " i accept this job pr click kren aur apna proof submit krdain.
Proff submit karny ky baad apko 1 din sy lekr 1 week tk kisi b waqat Employer apki job ko check kary ga, agar woh apki job sy Satisfied hoa tu woh ok kar dai gai aur job ke amount apky accout main transfer ho jai ge aur agar woh Satisfied na hoa tu woh apki job ko Not-Satisfied kar dai ga. aur agar employer (job dainy wala) apke job ko 1 week tk check nahin karta tu woh auto ok ho jai ge aur apko uski amound mil jai gee.
jobs accept karty waqat koshesh karin ky pehly jobs ke details ache tara parhian agar apko woh job mushkil lagte hai. ya koi galti hony ka andaisha hai tu woh job bilkul be na karin. kion ky agar app ny galt job submit kardi tu app ki repotation km ho jai ga 75% sy km repotation hony pr app new job submit nahin kar pai gain. aur apko kuch dino tk wait karna pary ga baqi jobs ky approve hony ka aur apke repotation % incrase hony ka.
H.M Jobs ke menu (hire me jobs) main app ko auto, kbi kbi jobs ain gee.jo apke bonus jobs hain. next menu Tasks I finished main apko apki tamam jobs ke details milen gee.Success rate main apko Satisfied, Not-Satisfied aur Not-Rated jobs ki details milen geen. aur Reputation main apke repotation show ho ge jis ke base pr employer apko auto jobs send kary ga.
exapmle of job
Work done: 1608/1800
You will earn ¤0.10
This task takes less than 3 min to finish
Job ID: 292ae876eda3
Employer: GiftGuru
What is expected from Workers?
1. Go to http://shans-tur.com/en/node/11
2. Click on the FreeLotto banner
3. Sign up for the free lottery site with a valid and unique information
4. Confirm your registration by mail
Required proof that task was finished?
1. Copy and paste the confirmation email here
2. Your IP address - http://www.whatsmyip.org/
solution
click on I accept this job.
sb sy pely jo site de hai woh open karin aur FreeLotto ky banner pr click karin.
next jo site aye ge uspr ragister ho jain apko email aye gee usy confim karin. abb apko jo email aye hai usy copy karky proof box main paste kardain agar usmain password hai tu woh bhi rehny dain password pehly he sy regular useing wala na lagain iss sites pr. aur phr http://www.whatsmyip.org/ site pr jain wahan apko apka ip show ho raha hoga woh copy karin aur submit kar dain job done.
jb apky 10 doller ho jain gain tu ap apni amount apny alertpay ke account main transfer karskty hain. microworker ky jiase aik aur web minutesworker.com bhi hai aur wahan mostly signup ke jobs hoti hain. aur unka forum bhi hai, jahan apko pr posting aur reply karny pr apko .01 doller milta hai . forum main alag sy ragistration karne hoti hai. end next lecture hire my skill jobs pr hoga inshALLAH. duaon main yaad rkhin.

No comments:
Post a Comment